Achari Moon Pulao with Beef Kofta
Achari Moon Pulao with Beef Kofta

Hello everybody, it’s me, Dave, welcome to my recipe page. Today, I’m gonna show you how to make a distinctive dish, achari moon pulao with beef kofta. One of my favorites food recipes. For mine, I’m gonna make it a bit unique. This will be really delicious.

Achari Moon Pulao with Beef Kofta is one of the most favored of current trending meals in the world. It is appreciated by millions every day. It is easy, it’s fast, it tastes yummy. They’re nice and they look wonderful. Achari Moon Pulao with Beef Kofta is something which I have loved my entire life.

To begin with this recipe, we have to first prepare a few components. You can have achari moon pulao with beef kofta using 19 ingredients and 5 steps. Here is how you can achieve it.

The ingredients needed to make Achari Moon Pulao with Beef Kofta:
  1. Make ready Moong pulao ingredients
  2. Make ready Moong dal half kg
  3. Make ready 1 kg rice
  4. Get 250 gram Pyaz
  5. Get 250 gram Tamatar
  6. Take 1 cup dahi
  7. Take 1 tablespoon Sabut Garam Masala
  8. Make ready Chicken cube 2 pieces
  9. Get Achar half cup
  10. Take Namak mirch hasb e Zaika
  11. Get Beef kofta ingredients
  12. Make ready 1 kg Keema
  13. Prepare 250 gram Pyaz
  14. Make ready Anda Ek Aadat
  15. Get Bread crumbs half cup
  16. Take 1 tablespoon Adrak
  17. Make ready Hara Dhaniya half cup
  18. Make ready 1 teaspoon Garam Masala
  19. Take Namak mirch Sukha Dhaniya haldi Hasby Zaika
Steps to make Achari Moon Pulao with Beef Kofta:
  1. Sabse pahle 2 se 3 ghante ke liye moong ki daal bagoda a pressure cooker mein daal Daal De aur sath Char glass Pani Dal De Sath Namak mirch be Dalker boil kerna Rakh De 10 minut weight hilny ke baad cooker band kar dein
  2. Ab deghcha le aur usmein oil dalen ab ismein Kadi Patta aur Saboot Garam Masala Dal De aur pyaj bhi Dal De Pyaz Ko Surkh hone Tak Bhuny ab thora pani dal de tamatar Dal De ab masale ko acchi Tarah bhune Saat Dhi bhi Dal De Namak mirch aur cubes bhi Daal De masala bhun Jaaye Tu ismein Dal Daal De aur Chawal ke hisab se Pani bhi Dal De Jab Pani boil ho jaaye to ismein chawal dal De Pani Khush hone Tak pakae ab ismein Achar Dal De aur green chilli aur Garam Masala Dal De aur 16 min Dum Laga De.
  3. Sabse pahle Keema Bareeq kar le yah Bazaar Se bareek Lekar Aaye ab ismein payas Bareeq chop Karke Pani nikal Kar Dala aur sath mein ek anda bread crumbs Namak mirch adrak Hara Dhaniya green chilli Sab Kuchh dalkar mix Karen Kofte banaa le
  4. Ab Kadai le is Mein oil dalen Aur Do Adad Pyas 3 Aadat Tamatar aur thoda sa adrak kat kar dal dy isko saute Karen ab Thanda Karen aur juicer mein dalkar chop kar le Ek tablespoon lasan adrak oil mein dalen ab is Mein chop masala Dal De aur Saat thora sa dahi dal de ab masala acchi Tarah bhun laye aur is mein ek glass Pani Dal De boil ho jaaye to Kofta Dal dein aur dhakkan rakhkar pakaaye Jab Kofta paka Jaaye jitni gravy chahie rakh le aur Cholha band kar de Upar Dhaniya aur Garam Masala Dal De.
  5. Ap chahen tu kofton mn boil eggs b dal sakty hain..Achari Moong Pulao aur Beef Kofta tyar hain salad ke sath pesh karein.

So that’s going to wrap this up with this special food achari moon pulao with beef kofta recipe. Thanks so much for reading. I’m confident that you can make this at home. There is gonna be more interesting food at home recipes coming up. Don’t forget to bookmark this page in your browser, and share it to your loved ones, friends and colleague. Thanks again for reading. Go on get cooking!